Title (Indic)कोई सूरत नहीं आँखों में ... इस मोहब्बत के सिवा WorkPyaasa Year2002 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sanjeev-Darshan Performer Alka Yagnik Performer Sonu Nigam Writer Faaiz Anwar LyricsHindiकोई सूरत नहीं आँखों में तेरी सूरत के सिवा कोई हसरत नहीं इस दिल में तेरी हसरत के सिवा कह रहा आज दिल अब तो जीना है मुश्किल इस मोहब्बत के सिवा जाने कब मैं बन बैठा तेरा दीवाना शायद अपना दिल होगा कुछ आशिक़ाना इस जहाँ से जुदा लग रहा तू मुझे बस यही सोचकर दिल दिया है तुझे मिल गई जबसे तू कुछ भी मांगा ना रब से तेरी उल्फ़त के सिवा कोई सूरत नहीं … अई अई या या अई अई या रख देती हूँ अपना दिल राहों में तेरी जीना है अब मुझको तो बाहों में तेरी ज़िंदगी प्यार में मुस्कुराने लगी जबसे तू मेरे दिल में समाने लगी मैं तुझे चाहती हूँ कुछ भी चाहा ना मैने तेरी चाहत के सिवा कोई सूरत नहीं … Englishkoī sūrat nahīṅ āṇkhoṅ meṅ terī sūrat ke sivā koī hasrat nahīṅ is dil meṅ terī hasrat ke sivā kah rahā āj dil ab to jīnā hai muśhkil is mohabbat ke sivā jāne kab maiṅ ban baiṭhā terā dīvānā śhāyad apnā dil hogā kuchh āśhiqānā is jahāṇ se judā lag rahā tū mujhe bas yahī sochkar dil diyā hai tujhe mil gaī jabse tū kuchh bhī māṅgā nā rab se terī ulfat ke sivā koī sūrat nahīṅ … aī aī yā yā aī aī yā rakh detī hūṇ apnā dil rāhoṅ meṅ terī jīnā hai ab mujhko to bāhoṅ meṅ terī ziṅdgī pyār meṅ muskurāne lagī jabse tū mere dil meṅ samāne lagī maiṅ tujhe chāhtī hūṇ kuchh bhī chāhā nā maine terī chāhat ke sivā koī sūrat nahīṅ …