प्यार प्यार प्यार ... झूठा ही सही मुझे प्यार करो
प्यार प्यार प्यार ये प्यार
मैने तो कहा सौ बार सनम
तुम भी तो कभी इज़हार करो
झूठा ही सही मुझे प्यार करो
मुझे प्यार प्यार प्यार प्यार करो
इक दर्द सा दिल में रहता है
इक बार ये हालत होती है
मैने तो सुना है दुनिया में
इक बार मुहब्बत होती है
मैने तो तुम्हें अपना माना
तुम भी तो कभी इक़रार करो
झूठा ही सही …
बेचैन किया तूने मुझको
दिन रात मैं आहें भरती हूँ
किसी और की ना चाहत मुझको
दिलबर मैं तुझपे मरती हूँ
मैने तो हामी भर ली है
तुम चाहो तो इन्कार करो
झूठा ही सही …
pyār pyār pyār ye pyār
maine to kahā sau bār sanam
tum bhī to kabhī izhār karo
jhūṭhā hī sahī mujhe pyār karo
mujhe pyār pyār pyār pyār karo
ik dard sā dil meṅ rahtā hai
ik bār ye hālat hotī hai
maine to sunā hai duniyā meṅ
ik bār muhabbat hotī hai
maine to tumheṅ apnā mānā
tum bhī to kabhī iqrār karo
jhūṭhā hī sahī …
bechain kiyā tūne mujhko
din rāt maiṅ āheṅ bhartī hūṇ
kisī aur kī nā chāhat mujhko
dilbar maiṅ tujhpe martī hūṇ
maine to hāmī bhar lī hai
tum chāho to inkār karo
jhūṭhā hī sahī …