प्यार में दिल तो सब देते हैं ... ओ जानम्
प्यार में दिल तो सब देते हैं जान तुझे दे देंगे हम
टिकी टिकी डम डम टिकी टिकी डम
प्यार में दिल तो …
ओ जानम ओ जानम
जी भर के हम प्यार करें प्यार की बातें यार करें
मेरे दिल का हाल सुनो अपने दिल का हाल कहो
जितने दिन जितनी रातें मैं तुझसे दूर रही
याद बहुत आती थी तेरी नींद बहुत आती थी कम
ओ जानम ओ जानम
तेरी ज़ुल्फ़ों से खेलूं आ तुझे बाहों में ले लूं
जितने वादे हमने किये आज करें वो सब फिर से
प्यार तो खुद वादा है प्यार में वादा क्या करना
लिखने वाले ने लिख डाला है तेरा मेरा संगम
ओ जानम ओ जानम
हाँ प्यार में दिल तो …
pyār meṅ dil to sab dete haiṅ jān tujhe de deṅge ham
ṭikī ṭikī ḍam ḍam ṭikī ṭikī ḍam
pyār meṅ dil to …
o jānam o jānam
jī bhar ke ham pyār kareṅ pyār kī bāteṅ yār kareṅ
mere dil kā hāl suno apne dil kā hāl kaho
jitne din jitnī rāteṅ maiṅ tujhse dūr rahī
yād bahut ātī thī terī nīṅd bahut ātī thī kam
o jānam o jānam
terī zulfoṅ se khelūṅ ā tujhe bāhoṅ meṅ le lūṅ
jitne vāde hamne kiye āj kareṅ vo sab phir se
pyār to khud vādā hai pyār meṅ vādā kyā karnā
likhne vāle ne likh ḍālā hai terā merā saṅgam
o jānam o jānam
hāṇ pyār meṅ dil to …