प्यार में दिल का मुर्गा बोले कुकड़ू कू ई लोवे योउ
प्यार में दिल का मुर्गा बोले कुकड़ू कू I love you
हो रूठ के जाने वाली न जा आजा तू I love you
मुझपे तेरी आशिक़ी का चल गया जादू I love you
प्यार में दिल का मुर्गा बोले …
आगे आगे दीवानी पीछे पीछे दीवाना
मस्ती भरा है समां
ख्वाबों में आने वाली दिल को धड़काने वाली
ले न मेरा इम्तेहां
कहने से डरती है ये हां मुझ पे मरती है ये
मुझको तो सब है पता
मैं हूँ तेरा सौदाई करती है क्यों रुस्वाई
आके गले से लगा
जान दे दूंगा मैं जानम अब तेरे रू ब रू I love you
प्यार में दिल का मुर्गा बोले …
आशियां प्यार का बस गया मेरे मन में
खो गई मैं सनम तेरे दीवानेपन में ओ
सुन ले दीवाने जोगी हम तो हैं दिल के रोगी
हमको लगा प्रेम रोग
मेरे सपनों के राजा मेरी बाहों में आजा
मिल ही गया अपना योग
धड़कनें बेताब मेरी दिल है बेकाबू I love you
प्यार में दिल का मुर्गा बोले …
pyār meṅ dil kā murgā bole kukaṛū kū I love you
ho rūṭh ke jāne vālī na jā ājā tū I love you
mujhpe terī āśhiqī kā chal gayā jādū I love you
pyār meṅ dil kā murgā bole …
āge āge dīvānī pīchhe pīchhe dīvānā
mastī bharā hai samāṅ
khvāboṅ meṅ āne vālī dil ko dhaṛkāne vālī
le na merā imtehāṅ
kahne se ḍartī hai ye hāṅ mujh pe martī hai ye
mujhko to sab hai patā
maiṅ hūṇ terā saudāī kartī hai kyoṅ rusvāī
āke gale se lagā
jān de dūṅgā maiṅ jānam ab tere rū ba rū I love you
pyār meṅ dil kā murgā bole …
āśhiyāṅ pyār kā bas gayā mere man meṅ
kho gaī maiṅ sanam tere dīvānepan meṅ o
sun le dīvāne jogī ham to haiṅ dil ke rogī
hamko lagā prem rog
mere sapnoṅ ke rājā merī bāhoṅ meṅ ājā
mil hī gayā apnā yog
dhaṛakneṅ betāb merī dil hai bekābū I love you
pyār meṅ dil kā murgā bole …