लाखों दीवाने हों मेरे जेब में हो दुनिया सारी
आँख में सपना बस जुनून और दिल में है इक चिंगारी
मुझको है यकीं मैं कुछ कर दिखाऊंगा
दुनिया के हसीनों का मैं दिल चुराऊंगा
सपनों में देखेंगे मुझे ख्वाबों में पाएंगे मुझे
नींदें सारी दुनिया की मैं उड़ाऊंगा
लाखों दीवाने …
हम जवान हैं हम हसीन हैं
हमको खुद पर ही यकीन है
lākhoṅ dīvāne hoṅ mere jeb meṅ ho duniyā sārī
āṇkh meṅ sapnā bas junūn aur dil meṅ hai ik chiṅgārī
mujhko hai yakīṅ maiṅ kuchh kar dikhāūṅgā
duniyā ke hasīnoṅ kā maiṅ dil churāūṅgā
sapnoṅ meṅ dekheṅge mujhe khvāboṅ meṅ pāeṅge mujhe
nīṅdeṅ sārī duniyā kī maiṅ uṛāūṅgā
lākhoṅ dīvāne …
ham javān haiṅ ham hasīn haiṅ
hamko khud par hī yakīn hai