Ham naujvaan hain is duniyaa kee jaan hain

हम नौजवान हैं इस दुनिया की जान हैं
Year
Language

हम नौजवान हैं इस दुनिया की जान हैं
मानो या ना मानो तुम आज की हम पहचान हैं

जो भी करना हो वो कर दिखाएंगे
जाना हो जहां वहीं हम जाएंगे
छीन के तारों को धरती पे लाएंगे
नाम अपना इतिहास में हम कर जाएंगे हो
हम नौजवान …

रोकना चाहो तो भी रोक न पाओगे
मेरे जोर के आगे तुम झुक जाओगे
इक दिन मेरे सामने तुम भी आओगे
जोश में मेरे होश को भी तुम पाओगे हो

जवानी कौन है हम हैं
दिल्लगी कौन है हम हैं
दोस्ती कौन है हम हैं
ज़िंदगी कौन है हम हैं

ham naujvān haiṅ is duniyā kī jān haiṅ
māno yā nā māno tum āj kī ham pahchān haiṅ

jo bhī karnā ho vo kar dikhāeṅge
jānā ho jahāṅ vahīṅ ham jāeṅge
chhīn ke tāroṅ ko dhartī pe lāeṅge
nām apnā itihās meṅ ham kar jāeṅge ho
ham naujvān …

roknā chāho to bhī rok na pāoge
mere jor ke āge tum jhuk jāoge
ik din mere sāmne tum bhī āoge
jośh meṅ mere hośh ko bhī tum pāoge ho

javānī kaun hai ham haiṅ
dillgī kaun hai ham haiṅ
dostī kaun hai ham haiṅ
ziṅdgī kaun hai ham haiṅ