Dil se mere door na jaanaa

दिल से मेरे दूर न जाना
Year
Language

दिल से मेरे दूर न जाना
तुम मेरी ज़िंदगी तुम मेरी हो खुशी
दिल से मेरे दूर …

क्‌यूं हैं ये दूरियां जाने तुम हो कहां
मैं तो हूँ वहां तुम रहो जहां
तेरे संग मैं रहूंगी सदा
मेरी नज़र से न पलकें झुकाना
तुम मेरी ज़िंदगी …

तेरी बस इक नज़र कर दे दिल पे असर
मैं तो हूँ इधर क्‌यूं हो बेखबर
थाम लो तुम मुझे हमसफ़र
दिल से मेरे दूर …

dil se mere dūr na jānā
tum merī ziṅdgī tum merī ho khuśhī
dil se mere dūr …

k‌yūṅ haiṅ ye dūriyāṅ jāne tum ho kahāṅ
maiṅ to hūṇ vahāṅ tum raho jahāṅ
tere saṅg maiṅ rahūṅgī sadā
merī nazar se na palkeṅ jhukānā
tum merī ziṅdgī …

terī bas ik nazar kar de dil pe asar
maiṅ to hūṇ idhar k‌yūṅ ho bekhabar
thām lo tum mujhe hamasafar
dil se mere dūr …