Pyaar kee manzil mast safar tum ho haseen

प्यार की मंज़िल मस्त सफ़र तुम हो हसीं
Work
Year
Language

प्यार की मंज़िल मस्त सफ़र तुम हो हसीं हम हैं जवाँ
सामने तुम हो फिर भी हमें होश नहीं हम हैं कहाँ
प्यार की मंज़िल …

यूँ ही सताऊँगा दिन और रात
जब तक न दोगी तुम हाथों में हाथ -2
ये ज़िद भी है कितनी हमको देखना है
प्यार की मंज़िल …

दम से हमारे है तुम पर बहार
एहसान मानो जो किया तुमसे प्यार -2
जलवे तो लाखों हैं कौन पूछता है
प्यार की मंज़िल …

मानो या न मानो जी तुम हो हसीं
अजी दिल की बातों का कर लो यक़ीं -2
मेरे दिल को तेरे दिल से प्यार हो गया है
प्यार की मंज़िल …

pyār kī maṅzil mast safar tum ho hasīṅ ham haiṅ javāṇ
sāmne tum ho phir bhī hameṅ hośh nahīṅ ham haiṅ kahāṇ
pyār kī maṅzil …

yūṇ hī satāūṇgā din aur rāt
jab tak na dogī tum hāthoṅ meṅ hāth -2
ye zid bhī hai kitnī hamko dekhnā hai
pyār kī maṅzil …

dam se hamāre hai tum par bahār
ehsān māno jo kiyā tumse pyār -2
jalve to lākhoṅ haiṅ kaun pūchhtā hai
pyār kī maṅzil …

māno yā na māno jī tum ho hasīṅ
ajī dil kī bātoṅ kā kar lo yaqīṅ -2
mere dil ko tere dil se pyār ho gayā hai
pyār kī maṅzil …