प्यार की आग में तन बदन जल गया
दुनिया बनानेवाले सुन ले मेरी कहानी
रोए मेरी मोहब्बत, तड़पे मेरी जवानी
प्यार की आग में तन बदन जल गया
जाने फिर क्यों जलाती है दुनिया मुझे
में तो रोता फिरूँ बादलों की तरह
ठंडी आहें भरूँ पागलों की तरह
जाने फिर क्यों रुलाती है दुनिया मुझे
बात जब में करूँ मुँह से निकले धुँआ
जल गया, जल गया मेरे दिलका जहां
जाने फिर क्यों सताती है दुनिया मुझे
इश्क़ मुझको नचाता रहा है सदा
क्या क्या सपनें दिखाता रहा है सदा
जाने फिर क्यों नचाती है दुनिया मुझे
duniyā banānevāle sun le merī kahānī
roe merī mohabbat, taṛpe merī javānī
pyār kī āg meṅ tan badan jal gayā
jāne phir kyoṅ jalātī hai duniyā mujhe
meṅ to rotā phirūṇ bādloṅ kī tarah
ṭhaṅḍī āheṅ bharūṇ pāgloṅ kī tarah
jāne phir kyoṅ rulātī hai duniyā mujhe
bāt jab meṅ karūṇ muṇh se nikle dhuṇā
jal gayā, jal gayā mere dilkā jahāṅ
jāne phir kyoṅ satātī hai duniyā mujhe
iśhq mujhko nachātā rahā hai sadā
kyā kyā sapneṅ dikhātā rahā hai sadā
jāne phir kyoṅ nachātī hai duniyā mujhe