प्यार करने वाले कभी दरते नहीं
लोगों से सुना है किताबों में लिखा है
सब ने यही कहा है सब ने यही कहा है
प्यार करने वाले कभी डरते नहीं
जो डरते हैं वो प्यार करते नहीं
लम्बी दीवारें चुनवा दो लाख बिठा दो पहरे
रस्ते में बिछा दो ऊँचे पर्वत सागर गहरे
तूफ़ाँ कब रुकते हैं बादल जब झुकते हैं
तारे कह उठते हैं सारे कह उठते हैं
प्यार करने वाले कभी डरते नहीं …
प्यार छुपे न खुशबू ये एलान कहो तो कर दूँ
चुटकी भर सिन्दूर मँगा दे माँग मएं तेरी भर दूँ
दुनिया क्या कर लेगी दुनिया से कहेगी
बस कहती ही रहेगी, बस कहती ही रहेगी
प्यार करने वाले कभी डरते नहीं …
logoṅ se sunā hai kitāboṅ meṅ likhā hai
sab ne yahī kahā hai sab ne yahī kahā hai
pyār karne vāle kabhī ḍarte nahīṅ
jo ḍarte haiṅ vo pyār karte nahīṅ
lambī dīvāreṅ chunvā do lākh biṭhā do pahre
raste meṅ bichhā do ūṇche parvat sāgar gahre
tūfāṇ kab rukte haiṅ bādal jab jhukte haiṅ
tāre kah uṭhte haiṅ sāre kah uṭhte haiṅ
pyār karne vāle kabhī ḍarte nahīṅ …
pyār chhupe na khuśhbū ye elān kaho to kar dūṇ
chuṭkī bhar sindūr mṇgā de māṇg maeṅ terī bhar dūṇ
duniyā kyā kar legī duniyā se kahegī
bas kahtī hī rahegī, bas kahtī hī rahegī
pyār karne vāle kabhī ḍarte nahīṅ …