प्यार कर इक़रार कर इज़हार कर इन्कार कर्
प्यार कर इक़रार कर इज़हार कर इन्कार कर
चाहें जो भी दे सज़ा
तुझे अपना दिल देने का है मज़ा
प्यार कर …
जब कोई लगता है दिल-ओ-जान से प्यारा
उस का नज़रें चुराना नहीं होता है गवारा
मजबूर करता है प्यार
ये दिल का सौदा है यार
ये दिल का खेल अजीब है यार
जीत में कभी होती है हार
जीत हो या हार हो
आर हो या पार हो
चाहें जो भी हो सज़ा
तुझे अपना दिल …
हे हे हे हे ला ला ला
ऐतबार हुआ है मुझे प्यार हुआ है
कोई लगे अपना सा पहली बार हुआ है
पाना है अब तो उसे चाहा है दिल ने जिसे
पाएगा कौन खोएगा कौन
किस का नसीब क्या जानेगा कौन
जो भी हो नसीब में महबूब हो क़रीब में
चाहें जो हो रब की रज़ा
तुझे अपना दिल …
pyār kar iqrār kar izhār kar inkār kar
chāheṅ jo bhī de sazā
tujhe apnā dil dene kā hai mazā
pyār kar …
jab koī lagtā hai dil-o-jān se pyārā
us kā nazreṅ churānā nahīṅ hotā hai gavārā
majbūr kartā hai pyār
ye dil kā saudā hai yār
ye dil kā khel ajīb hai yār
jīt meṅ kabhī hotī hai hār
jīt ho yā hār ho
ār ho yā pār ho
chāheṅ jo bhī ho sazā
tujhe apnā dil …
he he he he lā lā lā
aitbār huā hai mujhe pyār huā hai
koī lage apnā sā pahlī bār huā hai
pānā hai ab to use chāhā hai dil ne jise
pāegā kaun khoegā kaun
kis kā nasīb kyā jānegā kaun
jo bhī ho nasīb meṅ mahbūb ho qarīb meṅ
chāheṅ jo ho rab kī razā
tujhe apnā dil …