pyār iśhq aur mohabbat
jo bhī inkā nām le pahle dil ko thām le
nām lene se hī kayāmat ho jātī hai
pyār iśhq aur mohabbat …
hamko bhī rog ye lag jāe agar
aisā ho to ho kyā aisā kyūṅ ho magar
jisne bhī ye dil diyā
jisne bhī ye ġham liyā
kuchh nā pūchho uskī bāteṅ
lambī lambī kālī rāteṅ
uskī āṇkhoṅ se nīṅd rukhasat ho jātī hai
pyār iśhq aur mohabbat …
kis jagah ham mile phūl dil meṅ khile
kyā khabar kyā patā hammeṅ tummeṅ ho kyā
bātoṅ bātoṅ meṅ kabhī
āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ kabhī
chār din kī dostī meṅ
ik zarā sī dillgī meṅ
bas kisī ek din śharārat ho jātī hai
pyār iśhq aur mohabbat …
maiṅ bevafā maiṅ bekadar maine terā dil toṛā
merā bhī dil ṭūṭā magar tujhko nahīṅ iskī khabar
terī yād meṅ dil thām kar taṛpūṅgā maiṅ sārī umar
duniyā ke sab āśhiqoṅ kī toṛī haiṅ sab maine rasmeṅ
beche haiṅ sab apne vāde bechī haiṅ sab apnī kasmeṅ
maiṅ bevafā maiṅ bekadar …
ye pyār iśhq aur mohabbat kyā hai
ye ab maine jānā