Pyaar huaa iqraar huaa hai, pyaar se phir k‌yon dartaa hai dil

प्यार हुआ इक़रार हुआ है, प्यार से फिर क्‌यों डरता है दिल्
Work
Year
Language

प्यार हुआ इक़रार हुआ है
प्यार से फिर क्‌यों डरता है दिल
(कहता है दिल, रस्ता मुश्किल
मालूम नहीं है कहाँ मंज़िल ) - 2
प्यार हुआ इक़रार हुआ …

दिल कहे इस मांग को, मैं तारों से संवार दूँ
तुमसे नया संसार लूँ, तुमको नया संसार दूँ
चाँद और सूरज, दीप गगन के
इस धरती पे उतार दूँ
आहा हा आहा हा, आ …
प्यार हुआ इक़रार हुआ …

रातों दसों दिशाओं से, कहेंगी अपनी कहानियाँ
प्रीत हमारे प्यार की, दोहराएंगी जवानियाँ
मैं न रहूँगी, तुम न रहोगे
फिर भी रहेंगी निशानियाँ
आहा हा आहा हा, आ …
प्यार हुआ इक़रार हुआ …

pyār huā iqrār huā hai
pyār se phir k‌yoṅ ḍartā hai dil
(kahtā hai dil, rastā muśhkil
mālūm nahīṅ hai kahāṇ maṅzil ) - 2
pyār huā iqrār huā …

dil kahe is māṅg ko, maiṅ tāroṅ se saṅvār dūṇ
tumse nayā saṅsār lūṇ, tumko nayā saṅsār dūṇ
chāṇd aur sūraj, dīp gagan ke
is dhartī pe utār dūṇ
āhā hā āhā hā, ā …
pyār huā iqrār huā …

rātoṅ dasoṅ diśhāoṅ se, kaheṅgī apnī kahāniyāṇ
prīt hamāre pyār kī, dohrāeṅgī javāniyāṇ
maiṅ na rahūṇgī, tum na rahoge
phir bhī raheṅgī niśhāniyāṇ
āhā hā āhā hā, ā …
pyār huā iqrār huā …