प्यार देते नहीं ना दो चलो झिड़की ही सही
आपकी इस नज़ाकत पे हमको एक शेर याद आ गया
सुन लीजिएगा तो अच्छा होगा
कि जान मेरी रूठ मत आशिक़ हूँ तेरे प्यार का
अपने इस नाज़ुक लबों का छोड़ दे गुस्सा
बहुत अब दिल दुखाई हो चुकी
आओ लग जाओ गले अब लड़ाई हो चुकी
धिना धिन धिनक धिना धिना धिन धिना
प्यार देते नहीं ना दो चलो झिड़की ही सही
नहीं दरवाज़ा जो खुल सकता तो खिड़की ही सही
प्यार देते नहीं ना दो …
मुझको इन झील सी आँखों में डूब जाने दे
मेरे महबूब ज़रा मुझको पास आने दे
चाँद पूरा ना दिखा चाँद की झलकी ही सही
नहीं दरवाज़ा जो …
अपने दिल पे मेरी जान मेरा तू पता लिख ले
अपने रूमाल पे तू लाल बादशाह लिख ले
मेरी इस राय पे ताली ना दे चुटकी ही सही
नहीं दरवाज़ा जो …
तेरे दिल पे है मेरी जान मेरा हक़ दे दे
कब मैं बारात ले के आऊं बेखटक कह दे
मैं भी जल्दी में नहीं सोच ले कल की ही सही
नहीं दरवाज़ा जो …
एक मुद्दत से तुझे दिल में छुपा रखा है
खून से लाल बादशाह लिखा रखा है
मेरे अंदाज़ पे ताली ना दे चुटकी ही सही
नहीं दरवाज़ा जो …
āpkī is nazākat pe hamko ek śher yād ā gayā
sun lījiegā to achchhā hogā
ki jān merī rūṭh mat āśhiq hūṇ tere pyār kā
apne is nāzuk laboṅ kā chhoṛ de gussā
bahut ab dil dukhāī ho chukī
āo lag jāo gale ab laṛāī ho chukī
dhinā dhin dhinak dhinā dhinā dhin dhinā
pyār dete nahīṅ nā do chalo jhiṛkī hī sahī
nahīṅ darvāzā jo khul saktā to khiṛkī hī sahī
pyār dete nahīṅ nā do …
mujhko in jhīl sī āṇkhoṅ meṅ ḍūb jāne de
mere mahbūb zarā mujhko pās āne de
chāṇd pūrā nā dikhā chāṇd kī jhalkī hī sahī
nahīṅ darvāzā jo …
apne dil pe merī jān merā tū patā likh le
apne rūmāl pe tū lāl bādśhāh likh le
merī is rāy pe tālī nā de chuṭkī hī sahī
nahīṅ darvāzā jo …
tere dil pe hai merī jān merā haq de de
kab maiṅ bārāt le ke āūṅ bekhaṭak kah de
maiṅ bhī jaldī meṅ nahīṅ soch le kal kī hī sahī
nahīṅ darvāzā jo …
ek muddat se tujhe dil meṅ chhupā rakhā hai
khūn se lāl bādśhāh likhā rakhā hai
mere aṅdāz pe tālī nā de chuṭkī hī sahī
nahīṅ darvāzā jo …