प्यार भी मिलेगा ... डरने की क्या बात है
प्यार भी मिलेगा दिलदार भी मिलेगा तुझे
सब कुछ उसके हाथ है
अरे रे डरने की क्या बात है
ऊपर वाला अपने साथ है
ऊपर वाला …
सहरा में फूल खिलते हैं बिछड़े दिल मिलते हैं
अनहोनी को वो होनी कर दे सूखी नदी में जल भर दे
तेरे दिल में जो है मांग ले तू भी ये तो दुआ की रात है
अरे डरने की क्या बात है …
नगमें नए गाएंगे हम सारे ग़म भुलाएंगे
उसकी नज़र तो सबको देखे जीना भी क्या मायूसी लेके
मेरे साथी आजा झूमें नाचें खुशियों की बरसात है
अरे डरने की क्या बात है …
pyār bhī milegā dildār bhī milegā tujhe
sab kuchh uske hāth hai
are re ḍarne kī kyā bāt hai
ūpar vālā apne sāth hai
ūpar vālā …
sahrā meṅ phūl khilte haiṅ bichhaṛe dil milte haiṅ
anhonī ko vo honī kar de sūkhī nadī meṅ jal bhar de
tere dil meṅ jo hai māṅg le tū bhī ye to duā kī rāt hai
are ḍarne kī kyā bāt hai …
nagmeṅ nae gāeṅge ham sāre ġham bhulāeṅge
uskī nazar to sabko dekhe jīnā bhī kyā māyūsī leke
mere sāthī ājā jhūmeṅ nācheṅ khuśhiyoṅ kī barsāt hai
are ḍarne kī kyā bāt hai …