पुष्प की अभिलाषा: चाह नहीं मैं सुर बाला के
पुष्प की अभिलाषा
चाह नहीं मैं सुर बाला के
गहनों में गूँधा जाऊं
चाह नहीं प्रेमी माला में बंध
प्यारी को ललचाऊं
चाह नहीं सम्राटों के
शव पर हे हरि डाला जाऊं
चाह नहीं देवों के शिर पर
चढ़ूँ भाग्य पर इठलाऊं
मुझे तोड़ लेना वन माली
उस पथ पर देना तुम फेंक
मातृभूमि पर शीश चढ़ाने
जिस पथ जायें वीर अनेक
जिस पथ जायें वीर अनेक्
puṣhp kī abhilāṣhā
chāh nahīṅ maiṅ sur bālā ke
gahnoṅ meṅ gūṇdhā jāūṅ
chāh nahīṅ premī mālā meṅ baṅdh
pyārī ko lalchāūṅ
chāh nahīṅ samrāṭoṅ ke
śhav par he hari ḍālā jāūṅ
chāh nahīṅ devoṅ ke śhir par
chaṛhūṇ bhāgy par iṭhlāūṅ
mujhe toṛ lenā van mālī
us path par denā tum pheṅk
mātṛbhūmi par śhīśh chaṛhāne
jis path jāyeṅ vīr anek
jis path jāyeṅ vīr anek