Qismat se tum hamko mile ho kaise chhorenge

क़िस्मत से तुम हमको मिले हो कैसे छोड़ेँगे
Work
Year
Language

क़िस्मत से तुम हमको मिले हो कैसे छोड़ेँगे

ये हाथ हम ना छोड़ेँगे

फिर से बनती तक़दीरोँ को

अरमानों की ज़ंजीरों को

जानम अब ना तोड़ेँगे

क्‌या कहूँ कैसे लगते हैँ दिल पे ज़ुल्फ़ोँ के साये

कोई भूला राही जैसे मंज़िल पा जाये

या कोई दिल तूफ़ान का मारा

दर्द की लहरोँ में आवारा

कोई प्यारा प्यार का साहिल पा जाये

टुकड़े दिल के हम-तुम मिल के फिर से जोड़ेँगे

ये शीशा फिर से जोड़ेँगे

यूँ शर्माती यूँ घबराती ऐसे सिमटी-सिमटाई

ओ मेरे बालम यूँ ही नहीँ मैं जाते-जाते लौट आई

वो प्रीत मेरी पहचानी तूने

मेरी क़दर तो जानी तूने

अब दिल जागा होश में चाहत अब आई
%(नोव हेअर्त हस वोकेन उप, नोव लोवे हस cओमे तो सेन्सेस)

qismat se tum hamko mile ho kaise chhoṛeṇge

ye hāth ham nā chhoṛeṇge

phir se bantī taqdīroṇ ko

armānoṅ kī zaṅjīroṅ ko

jānam ab nā toṛeṇge

k‌yā kahūṇ kaise lagte haiṇ dil pe zulfoṇ ke sāye

koī bhūlā rāhī jaise maṅzil pā jāye

yā koī dil tūfān kā mārā

dard kī lahroṇ meṅ āvārā

koī pyārā pyār kā sāhil pā jāye

ṭukaṛe dil ke ham-tum mil ke phir se joṛeṇge

ye śhīśhā phir se joṛeṇge

yūṇ śharmātī yūṇ ghabrātī aise simṭī-simṭāī

o mere bālam yūṇ hī nahīṇ maiṅ jāte-jāte lauṭ āī

vo prīt merī pahchānī tūne

merī qadar to jānī tūne

ab dil jāgā hośh meṅ chāhat ab āī
%(nov heart has voken up, nov love has come to senses)