jūlī, ai jūlī! tū maike, nahīṅ …
tū maike mat jaiyo, mat jaiyo merī jān
mat jaiyo merī jān, tū maike mat jaiyo
ā hāṇ ā hāṇ …
janavrī, faravrī
janavrī faravrī ye do mahīne lagtī hai mujhko sardī
tū kyā jāne, tū kyā jāne
tū kyā jāne sardī ne jo hālat patlī kar dī
tū maike mat jaiyo …
March aprail meṅ bahār kuchh aise jhūm ke āye
dekh ke terā, dekh ke terā
dekh ke terā chharahrā badan hāy jī merā lalchāye
tū maike mat jaiyo …
maī aur June kā ātā hai jab raṅgoṅ bharā mahīnā
dek ke terā raṅg suneherā hāy chhuṭe merā pasīnā
tū maike mat jaiyo …
July, agast meṅ sāvan aise rimjhim rimjhim barse
ha- rim-jhim-rim-jhim-rim-jhim-rim-jhim
rim-jhim-rim-jhim-ya hā!
July, agast meṅ sāvan aise rimjhim rimjhim barse
band kamre meṅ band kamre meṅ!
band kamre meṅ baiṭheṅge ham nikleṅge na ghar se
tū maike mat jaiyo …
siptambar, aktūbar kā mausam hotā hai pyārā
ā'
suno mere lambū re, suno mitvā
suno mere sāthī re
aise meṅ maiṅ, aise meṅ maiṅ
aise meṅ maiṅ rahūṇ akelā ye nahīṅ mujhe gavārā
tū maike mat jaiyo …
hāy navambar aur disambar kā tū pūchh na hāl
sach to ye hai, sach to ye hai
sach to ye hai paglī ham na bichhaṛe pūrā sāl
tū maike mat jaiyo …