Pukaartaa chalaa hoon main, galee galee bahaar kee

पुकारता चला हूँ मैं, गली गली बहार की
Work
Year
Language

पुकारता चला हूँ मैं
गली गली बहार की
बस एक छाँव जुल्फ की
बस एक निगाह प्यार की

ये दिल्लगी ये शोखियाँ सलाम की
यहीं तो बात हो रही है काम की
कोई तो मूड़ के देख लेगा इस तरफ
कोई नज़र तो होगी मेरे नाम की

सुनी मेरी सदा तो किस यकीन से
घटा उतर के आ गई ज़मीन पे
रही यही लगन तो ऐ दिल-ये-जवां
असर भी हो रहेगा एक हसीन पे

pukārtā chalā hūṇ maiṅ
galī galī bahār kī
bas ek chhāṇv julph kī
bas ek nigāh pyār kī

ye dillgī ye śhokhiyāṇ salām kī
yahīṅ to bāt ho rahī hai kām kī
koī to mūṛ ke dekh legā is taraph
koī nazar to hogī mere nām kī

sunī merī sadā to kis yakīn se
ghaṭā utar ke ā gaī zamīn pe
rahī yahī lagan to ai dil-ye-javāṅ
asar bhī ho rahegā ek hasīn pe