पुकारता चला हूँ मैं
गली गली बहार की
बस एक छाँव ज़ुल्फ़ की
बस इक निगाह प्यार की
पुकारता चला हूँ मैं
ये दिल्लगी ये शोखियाँ सलाम की
यहीं तो बात हो रही है काम की
कोई तो मुड़ के देख लेगा इस तरफ़
कोई नज़र तो होगी मेरे नाम की
पुकारता चला हूँ मैं
सुनी मेरी सदा तो किस यक़ीन से
घटा उतर के आ गयी ज़मीन पे
रही यही लगन तो ऐ दिल-ए-जवाँ
असर भी हो रहेगा इक हसीन पे
पुकारता चला हूँ मैं
pukārtā chalā hūṇ maiṅ
galī galī bahār kī
bas ek chhāṇv zulf kī
bas ik nigāh pyār kī
pukārtā chalā hūṇ maiṅ
ye dillgī ye śhokhiyāṇ salām kī
yahīṅ to bāt ho rahī hai kām kī
koī to muṛ ke dekh legā is taraf
koī nazar to hogī mere nām kī
pukārtā chalā hūṇ maiṅ
sunī merī sadā to kis yaqīn se
ghaṭā utar ke ā gayī zamīn pe
rahī yahī lagan to ai dil-e-javāṇ
asar bhī ho rahegā ik hasīn pe
pukārtā chalā hūṇ maiṅ