Title (Indic)दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू WorkPukaar Year1939 LanguageHindi Credits Role Artist Music Mir Sahab Performer Menka Writer Kamal Amrohi LyricsHindiदिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू लब पे तू, ख़यालों में तू, ख़ाबों में तू दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू किस बात की अंगड़ाइयाँ लेते हुये जलवों में तू दोपहर के जगमगाते -2 आतिशीं शोलों में तू भीनी-भीनी शाम के -2 अनगिनत तारों में तू रात की मोती भरी -2 घनघोर सी ज़ुल्फ़ों में तू दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू आँधियों की रौ में बैठ खाते हुये जो काम का बारिशों की जगमगाती -2 अनगिनत लड़ियों में तू नूर से धोये हुये -2 महताब के चेहरे में तू ( आग से दहके हुये सूरज के रुख़सारों में तू ) -2 दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू लब पे तू, ख़यालों में तू, ख़ाबों में तू दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू Englishdil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū lab pe tū, khayāloṅ meṅ tū, khāboṅ meṅ tū dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū kis bāt kī aṅgaṛāiyāṇ lete huye jalvoṅ meṅ tū dopahar ke jagamgāte -2 ātiśhīṅ śholoṅ meṅ tū bhīnī-bhīnī śhām ke -2 anginat tāroṅ meṅ tū rāt kī motī bharī -2 ghanghor sī zulfoṅ meṅ tū dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū āṇdhiyoṅ kī rau meṅ baiṭh khāte huye jo kām kā bāriśhoṅ kī jagamgātī -2 anginat laṛiyoṅ meṅ tū nūr se dhoye huye -2 mahtāb ke chehre meṅ tū ( āg se dahke huye sūraj ke rukhsāroṅ meṅ tū ) -2 dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū lab pe tū, khayāloṅ meṅ tū, khāboṅ meṅ tū dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū