Is duniyaa men premagranth jab likhaa jaaegaa

इस दुनिया में प्रेमग्रंथ जब लिखा जाएगा
Work
Year
Language

आ आ हो आ प्रेमग्रंथ
इस दुनिया में प्रेमग्रंथ जब लिखा जाएगा
तेरा मेरा हो तेरा मेरा हो तेरा मेरा नाम सबसे ऊपर आएगा
इस दुनिया में …

बंद कली से फूल बनी मैं आज पिया ने अंग लगाया
गोरी के कोरे मुखड़े पर प्रेम ने अपना रंग लगाया
अब मैं सजनी तू मेरा साजन कहलाएगा
इस दुनिया में …

एक अनोखी अनजानी सी मेरे मन में प्यास जगी है
बाहर है फूलों का मौसम दिल के अंदर आग लगी है
अपने प्यार का सावन अब ये आग बुझाएगा
इस दुनिया में …

रोक सके तो रोक ले दुनिया रुकने वाली बात नहीं है
ये कोई तूफ़ान नहीं है ये कोई बरसात नहीं है
ये है प्यार का जादू ये जादू चल जाएगा
इस दुनिया में …

ā ā ho ā premagraṅth
is duniyā meṅ premagraṅth jab likhā jāegā
terā merā ho terā merā ho terā merā nām sabse ūpar āegā
is duniyā meṅ …

baṅd kalī se phūl banī maiṅ āj piyā ne aṅg lagāyā
gorī ke kore mukhaṛe par prem ne apnā raṅg lagāyā
ab maiṅ sajnī tū merā sājan kahlāegā
is duniyā meṅ …

ek anokhī anjānī sī mere man meṅ pyās jagī hai
bāhar hai phūloṅ kā mausam dil ke aṅdar āg lagī hai
apne pyār kā sāvan ab ye āg bujhāegā
is duniyā meṅ …

rok sake to rok le duniyā rukne vālī bāt nahīṅ hai
ye koī tūfān nahīṅ hai ye koī barsāt nahīṅ hai
ye hai pyār kā jādū ye jādū chal jāegā
is duniyā meṅ …