दिल लेने की रुत आई दिल देने की रुत आई
आ आ दिल लेने की रुत आई दिल देने की रुत आई
जोगन पे जोबन आया जोबन ने ली अंगड़ाई
दिल लेने की रुत आई …
मुझको जो हो गया है क्या इसका नाम है
कहते हैं प्यार इसको पर ये बदनाम है
तो मुझको बदनाम कर दो पकड़ो मेरी कलाई
जोगन पे जोबन आया …
दिल चाहे बांधूं पायल नाचूं मैं झूमके
कोई निशानी दे दो रख लूं मैं चूम के
तुम मांगो जान दे दूं दे के मैं राम दुहाई
अरे जोगन पे जोबन आया …
डोली बारात मेहंदी ऐसा दिन आज का
ये सुन के तोड़ आई पहरा मैं लाज का
ज़ुल्फ़ों के घूंघट में तू दुल्हन बन के शरमाई
जोगन पे जोबन आया …
ā ā dil lene kī rut āī dil dene kī rut āī
jogan pe joban āyā joban ne lī aṅgaṛāī
dil lene kī rut āī …
mujhko jo ho gayā hai kyā iskā nām hai
kahte haiṅ pyār isko par ye badnām hai
to mujhko badnām kar do pakaṛo merī kalāī
jogan pe joban āyā …
dil chāhe bāṅdhūṅ pāyal nāchūṅ maiṅ jhūmke
koī niśhānī de do rakh lūṅ maiṅ chūm ke
tum māṅgo jān de dūṅ de ke maiṅ rām duhāī
are jogan pe joban āyā …
ḍolī bārāt mehaṅdī aisā din āj kā
ye sun ke toṛ āī pahrā maiṅ lāj kā
zulfoṅ ke ghūṅghaṭ meṅ tū dulhan ban ke śharmāī
jogan pe joban āyā …