प्रेम जाल में फंस गई मैं तो
प्रेम जाल में फंस गई मैं तो
प्रेम ताल पे नच पई मैं तो
प्रेम नगर में हो गई मेरी शाम
प्रेम ताल का दे के ठेका
प्रेम जाल प्रेमी ने फेंका
आगे जो भली करें राम
हइया हइया
अरे प्रेम जाल में फंस गई तू तो
प्रेम ताल पे नच पई तू तो
प्रेम नगर में हो गई तेरी शाम
हे हे हे हे
प्रेम ताल का ले के ठेका
प्रेम जाल मैने ही फेंका
भली करेंगे तेरी राम
हइया हइया
तेरी तीखी है रे नज़रिआ
मैं हो गई रे बांवरिआ
वाह
तू थाम ले मुझ को आ कर
बन जा मेरा सांवरिआ
अरे क्या समझा है तू ने मुझ को
कर ना दिया पागल जो तुझ को
बदल दियो रानी तू मेरा नाम
अरे प्रेम ताल का ले के ठेका …
तेरे नैना हुए शराबी
मेरी बढ़ गई है बेताबी
तेरे रूप की गागर छलकी
मेरी हो गई शाम गुलाबी
मैं दीवानी हो गई अब तो
थाम ले मुझ को छोड़ दे सब को
बस इतना सा कर दे मेरा काम
हे हे हे हे
अरे प्रेम ताल का ले के ठेका …
prem jāl meṅ phaṅs gaī maiṅ to
prem tāl pe nach paī maiṅ to
prem nagar meṅ ho gaī merī śhām
prem tāl kā de ke ṭhekā
prem jāl premī ne pheṅkā
āge jo bhalī kareṅ rām
haiyā haiyā
are prem jāl meṅ phaṅs gaī tū to
prem tāl pe nach paī tū to
prem nagar meṅ ho gaī terī śhām
he he he he
prem tāl kā le ke ṭhekā
prem jāl maine hī pheṅkā
bhalī kareṅge terī rām
haiyā haiyā
terī tīkhī hai re nazriā
maiṅ ho gaī re bāṅvriā
vāh
tū thām le mujh ko ā kar
ban jā merā sāṅvriā
are kyā samjhā hai tū ne mujh ko
kar nā diyā pāgal jo tujh ko
badal diyo rānī tū merā nām
are prem tāl kā le ke ṭhekā …
tere nainā hue śharābī
merī baṛh gaī hai betābī
tere rūp kī gāgar chhalkī
merī ho gaī śhām gulābī
maiṅ dīvānī ho gaī ab to
thām le mujh ko chhoṛ de sab ko
bas itnā sā kar de merā kām
he he he he
are prem tāl kā le ke ṭhekā …