मेरी चूड़ियां बजी छन छन ... आग लग जाएगी
हो मेरी चूड़ियां बजी छन छन
ओ मैने माना तू मेरा सजन
ओ पर छूना ना ओ पर छूना ना मेरा बदन
ओ मेरे बस में नहीं मेरा मन
ओ मैने कर देखे सारे जतन
ओ कुछ ऐसी ओ कुछ ऐसी चली है पवन
आग लग जाएगी
ओ मेरी चूड़ियां बजी छन छन …
आहिस्ता आहिस्ता हौले हौले
ये फूल भी बन जाएंगे शोले
जब होगा हो जब होगा हमारा मिलन
आग लग जाएगी
ओ मेरे बस में नहीं मेरा मन …
पहला जवानी का साल है ये
आँखें मिली हैं तो हाल है ये
मिल गया जो ओ मिल गया जो कहीं सबसे मन
आग लग जाएगी
ओ मेरी चूड़ियां बजी छन छन …
मिट्टी में ये चिंगारी दबी है ओ
हर बात मन की मन में दबी है
ओ मन में रहने दो ओ मन में रहने दो तन की अगन
आग लग जाएगी
ओ मेरी चूड़ियां बजी छन छन …
ho merī chūṛiyāṅ bajī chhan chhan
o maine mānā tū merā sajan
o par chhūnā nā o par chhūnā nā merā badan
o mere bas meṅ nahīṅ merā man
o maine kar dekhe sāre jatan
o kuchh aisī o kuchh aisī chalī hai pavan
āg lag jāegī
o merī chūṛiyāṅ bajī chhan chhan …
āhistā āhistā haule haule
ye phūl bhī ban jāeṅge śhole
jab hogā ho jab hogā hamārā milan
āg lag jāegī
o mere bas meṅ nahīṅ merā man …
pahlā javānī kā sāl hai ye
āṇkheṅ milī haiṅ to hāl hai ye
mil gayā jo o mil gayā jo kahīṅ sabse man
āg lag jāegī
o merī chūṛiyāṅ bajī chhan chhan …
miṭṭī meṅ ye chiṅgārī dabī hai o
har bāt man kī man meṅ dabī hai
o man meṅ rahne do o man meṅ rahne do tan kī agan
āg lag jāegī
o merī chūṛiyāṅ bajī chhan chhan …