मैने जी लिया मर लिया प्रेम कर लिया ... जितना डरना था डर लिया
मैने जी लिया मर लिया प्रेम कर लिया
जितना डरना था डर लिया प्रेम कर लिया
प्रेम कर लिया …
हर एक प्रेम कहानी में इस दरिया के पानी में
डूब गए नादानी में कितने लोग जवानी में
प्रेम का हमको सहारा नहीं लेना तय कर लिया
प्रेम कर लिया …
दुनिया वाले कहते हैं प्रेम गली जो रहते हैं
दर्द हज़ारों सहते हैं आँख से आँसू बहते हैं
प्रेम गली में ही रहने को हमने घर लिया
प्रेम कर लिया …
है ज़ालिम संसार कहां रस्ते हैं दीवार कहां
आए हैं मझधार कहां काटे हैं तलवार कहां
हमने आज हथेली पे सर अपना धर लिया
प्रेम कर लिया …
maine jī liyā mar liyā prem kar liyā
jitnā ḍarnā thā ḍar liyā prem kar liyā
prem kar liyā …
har ek prem kahānī meṅ is dariyā ke pānī meṅ
ḍūb gae nādānī meṅ kitne log javānī meṅ
prem kā hamko sahārā nahīṅ lenā tay kar liyā
prem kar liyā …
duniyā vāle kahte haiṅ prem galī jo rahte haiṅ
dard hazāroṅ sahte haiṅ āṇkh se āṇsū bahte haiṅ
prem galī meṅ hī rahne ko hamne ghar liyā
prem kar liyā …
hai zālim saṅsār kahāṅ raste haiṅ dīvār kahāṅ
āe haiṅ majhdhār kahāṅ kāṭe haiṅ talvār kahāṅ
hamne āj hathelī pe sar apnā dhar liyā
prem kar liyā …