Ik baat huee kal raat huee ... mere saath huee tere saath huee

इक बात हुई कल रात हुई ... मेरे साथ हुई तेरे साथ हुई
Work
Year
Language

इक बात हुई कल रात हुई
मेरे साथ हुई तेरे साथ हुई
इक बात हुई …

ओ सावन की पहली बरसात हुई
इक बात हुई …

पहले तो कभी ऐसा नहीं लगा
कुछ तेरे मेरे जैसा लगा
तू सच कहना तुझे कैसा लगा
मैं सच बोलूं मुझे ऐसा लगा मुझे ऐसा लगा
ओ जैसे किसी की बारात हुई
इक बात हुई …

झुमकों ने कहा ये गजरे से
गजरे ने कहा ये कजरे से
कजरे ने कहा ये पायल से
पायल ने कहा इस दुनिया से इस दुनिया से
प्रेम कथा की शुरुआत हुई
इक बात हुई …

ik bāt huī kal rāt huī
mere sāth huī tere sāth huī
ik bāt huī …

o sāvan kī pahlī barsāt huī
ik bāt huī …

pahle to kabhī aisā nahīṅ lagā
kuchh tere mere jaisā lagā
tū sach kahnā tujhe kaisā lagā
maiṅ sach bolūṅ mujhe aisā lagā mujhe aisā lagā
o jaise kisī kī bārāt huī
ik bāt huī …

jhumkoṅ ne kahā ye gajre se
gajre ne kahā ye kajre se
kajre ne kahā ye pāyal se
pāyal ne kahā is duniyā se is duniyā se
prem kathā kī śhuruāt huī
ik bāt huī …