दो तेरी अँखिया दो मेरी ... लोग इसी को कहते हैं इश्क़ मोहब्बत प्यार्
दो तेरी अँखिया दो मेरी अँखियां
अँखियां हो गईं चार
लोग इसी को कहते हैं इश्क़ मोहब्बत प्यार
इक तेरा दिल इक मेरा दिल
दो दिल इक झंकार
लोग इसी को कहते हैं …
है तेरा नाम सिपईया
नाम तो मैं जानूं तेरा एक चोर है
वो जिसके कारण चोर सिपईया बन गया
वो तू है या कोई और है
अब कुछ होता नहीं होता अब इससे इन्तज़ार
लोग इसी को कहते हैं …
और तुझे मैं क्या दूं
आ तेरी इन ज़ुल्फ़ों में ये दिल का फूल लगा दूं
मेरे गले में बस रहने दे इन बाहों का हार
लोग इसी को कहते हैं …
लाज मुझे लाख मना करती है
ये जोबन लेता है अंगड़ाईयां
हे आती है जब जब तेरी याद तो
बजती हैं बजती हैं दूर कहीं शहनाईयां
रात हो दिन अब तड़पे दिल आता नहीं करार
लोग इसी को कहते हैं …
do terī aṇkhiyā do merī aṇkhiyāṅ
aṇkhiyāṅ ho gaīṅ chār
log isī ko kahte haiṅ iśhq mohabbat pyār
ik terā dil ik merā dil
do dil ik jhaṅkār
log isī ko kahte haiṅ …
hai terā nām sipaīyā
nām to maiṅ jānūṅ terā ek chor hai
vo jiske kāraṇ chor sipaīyā ban gayā
vo tū hai yā koī aur hai
ab kuchh hotā nahīṅ hotā ab isse intazār
log isī ko kahte haiṅ …
aur tujhe maiṅ kyā dūṅ
ā terī in zulfoṅ meṅ ye dil kā phūl lagā dūṅ
mere gale meṅ bas rahne de in bāhoṅ kā hār
log isī ko kahte haiṅ …
lāj mujhe lākh manā kartī hai
ye joban letā hai aṅgaṛāīyāṅ
he ātī hai jab jab terī yād to
bajtī haiṅ bajtī haiṅ dūr kahīṅ śhahnāīyāṅ
rāt ho din ab taṛpe dil ātā nahīṅ karār
log isī ko kahte haiṅ …