Are naach aaj to sarkon par yahaan

अरे नाच आज तो सड़कों पर यहाँ
Work
Year
Language

अरे नाच आज तो सड़कों पर यहाँ
झूमेंगे मगर कल वो आसमाँ
अंगों में हैं मस्तियाँ साँसों में हैं आँधियाँ
पाँवों तले हैं बिजलियाँ
अरे नाच आज तो …

कोई नहीं है रहनुमा
ढूँढें मंज़िल खुद जहाँ
रास्ते हैं अभी तो धुआँ
अरे नाच आज तो …

माना हैं रास्तों पे पले
ग़म के शोलों में जले
कम हुए ना कभी हौसले
अरे नाच आज तो …

are nāch āj to saṛkoṅ par yahāṇ
jhūmeṅge magar kal vo āsmāṇ
aṅgoṅ meṅ haiṅ mastiyāṇ sāṇsoṅ meṅ haiṅ āṇdhiyāṇ
pāṇvoṅ tale haiṅ bijliyāṇ
are nāch āj to …

koī nahīṅ hai rahnumā
ḍhūṇḍheṅ maṅzil khud jahāṇ
rāste haiṅ abhī to dhuāṇ
are nāch āj to …

mānā haiṅ rāstoṅ pe pale
ġham ke śholoṅ meṅ jale
kam hue nā kabhī hausle
are nāch āj to …