धडकन जरा रुक गयी है, कही जिंदगी बह रही है
धडकन जरा रुक गयी है, कही जिंदगी बह रही है
पलकों में यादों की डोली, भीतर खुशी हंस रही है
ये खुशी तुम हो, तुम ही तुम मेरी जानम करू ऐतबार
चेहरों के मेले में चेहरे थे गुम
एक चेहरा था मैं, एक चेहरा थे तुम
जाने क्या तुम ने दे दिया
मुझ को जहां मिल गया
होठों पर बात रहे, बातों में सूर बहे
सुरों में गीत वही तुम्हारी ही बात कहे
मिट जाऊं सपनों की आगोश में
भीग जाऊं यादों की बौछार में
मिलते ही आँखों ने रिश्ता पहचाना
एहसास सीने में साँसों ने जाना
चुपके से प्यार छू गया
दिला के एक जनम नया
dhaḍkan jarā ruk gayī hai, kahī jiṅdgī bah rahī hai
palkoṅ meṅ yādoṅ kī ḍolī, bhītar khuśhī haṅs rahī hai
ye khuśhī tum ho, tum hī tum merī jānam karū aitbār
chehroṅ ke mele meṅ chehre the gum
ek chehrā thā maiṅ, ek chehrā the tum
jāne kyā tum ne de diyā
mujh ko jahāṅ mil gayā
hoṭhoṅ par bāt rahe, bātoṅ meṅ sūr bahe
suroṅ meṅ gīt vahī tumhārī hī bāt kahe
miṭ jāūṅ sapnoṅ kī āgośh meṅ
bhīg jāūṅ yādoṅ kī bauchhār meṅ
milte hī āṇkhoṅ ne riśhtā pahchānā
ehsās sīne meṅ sāṇsoṅ ne jānā
chupke se pyār chhū gayā
dilā ke ek janam nayā