Poochho zaraa poochho mujhe k‌yaa huaa hai

पूछो ज़रा पूछो मुझे क्‌या हुआ है
Year
Language

पूछो ज़रा पूछो मुझे क्‌या हुआ है
कैसी बेकरारी है कैसा नशा है
तुम से दिल लगाने की सज़ा है
राजा जी तुम से दिल …

रूठा है क्‌यूं राजा मुझसे खफ़ा है
कैसी बेरुखी है मेरे दिल को पता है
तुम से दिल लगाने …

काँटे हों या कलियां हों बस महबूब की गलियां हों
साथ तुम्हारे चलना है इश्क़ की आग में जलना है
चीर के देखो दिल मेरा इसपे लिखा है नाम तेरा
दीवानगी क्‌या चीज़ है दीवानों को बस है पता
पूछो ज़रा पूछो …

छोड़ के तुमको किधर जाएं हम तो तेरे बिन मर जाएं
जी करता कुछ कर जाएं प्यार में हद से गुज़र जाएं
हम वो नहीं जो डर जाएं वादा करके मुकर जाएं
इस प्यार का तकरार का चाहत का है अपना मज़ा
पूछो ज़रा पूछो …

pūchho zarā pūchho mujhe k‌yā huā hai
kaisī bekrārī hai kaisā naśhā hai
tum se dil lagāne kī sazā hai
rājā jī tum se dil …

rūṭhā hai k‌yūṅ rājā mujhse khafā hai
kaisī berukhī hai mere dil ko patā hai
tum se dil lagāne …

kāṇṭe hoṅ yā kaliyāṅ hoṅ bas mahbūb kī galiyāṅ hoṅ
sāth tumhāre chalnā hai iśhq kī āg meṅ jalnā hai
chīr ke dekho dil merā ispe likhā hai nām terā
dīvāngī k‌yā chīz hai dīvānoṅ ko bas hai patā
pūchho zarā pūchho …

chhoṛ ke tumko kidhar jāeṅ ham to tere bin mar jāeṅ
jī kartā kuchh kar jāeṅ pyār meṅ had se guzar jāeṅ
ham vo nahīṅ jo ḍar jāeṅ vādā karke mukar jāeṅ
is pyār kā takrār kā chāhat kā hai apnā mazā
pūchho zarā pūchho …