Piyaa charan kee babhoot ramaaee ... apne piyaa kee main to banee re jogniyaa

पिया चरण की बभूत रमाई ... अपने पिया की मैं तो बनी रे जोगनिया
Year
Language

पिया चरण की बभूत रमाई, पहनी प्रीत की माला
अब काहे का डरना जग से, मन में हुआ उजाला, ओ …

अपने पिया की मैं तो बनी रे जोगनिया
हँसी उड़ाए चाहे सारी दुनिया,
मैं तो बनी रे जोगनिया …

साँवरिया के रंग में चुनरिया रँगाऊँगी
चन्द्रमा का झुमका पहन पिया आऊँगी
झन झन झाँझे मोरी हो, ओ, ओ
झन झन झन बाजे मोरी पैंजनिया
मैं तो बनी रे जोगनिया …

तेरे लिये मैंने तो शरम-लाज छोड़ी रे
तेरे संग जोड़ी तो जगत संग तोड़ी रे
तू है मोहन मेरा, हो, ओ, ओ
तू है मोहन मैं तेरी मोहनिया,
मैं तो बनी रे जोगनिया …

piyā charaṇ kī babhūt ramāī, pahnī prīt kī mālā
ab kāhe kā ḍarnā jag se, man meṅ huā ujālā, o …

apne piyā kī maiṅ to banī re jogniyā
hṇsī uṛāe chāhe sārī duniyā,
maiṅ to banī re jogniyā …

sāṇvriyā ke raṅg meṅ chunriyā rṇgāūṇgī
chandrmā kā jhumkā pahan piyā āūṇgī
jhan jhan jhāṇjhe morī ho, o, o
jhan jhan jhan bāje morī paiṅjniyā
maiṅ to banī re jogniyā …

tere liye maiṅne to śharam-lāj chhoṛī re
tere saṅg joṛī to jagat saṅg toṛī re
tū hai mohan merā, ho, o, o
tū hai mohan maiṅ terī mohniyā,
maiṅ to banī re jogniyā …