Jis dilbar kee talaash thee vo dilbar aaj milaa

जिस दिलबर की तलाश थी वो दिलबर आज मिला
Work
Year
Language

कु: जिस दिलबर की तलाश थी वो दिलबर आज मिला
दिल के सूने गुलशन में प्यार का फूल खिला

सा: हो हो हो हो ओ ओ ओ
सजना सजना ओ सजना
तुमसे हो के जुदा दिल लगता नहीं
रात कटती नहीं ( दिन गुज़रता नहीं ) -2

हो हो हो हो ओ ओ
सावन है तू मैं घटा हूँ तेरी तेरे इशारे पे बरसूँगी मैं
अब फ़ैसला तेरे हाथों में है बरसूँगी या आज तरसूँगी मैं
तू है मेरा ग़ुल मैं तेरी बुलबुल तू ही तो मेरा सपना

कु: हो हो हो ओ ओ ओ
सजनी सजनी ओ सजनी
इक दूजे से हम नहीं होंगे जुदा
दो बदन हैं मगर ( एक है आत्मा ) -2
हो हो हो हो ओ ओ ओ
ऐ ग़ुलबदन तेरा साया हूँ मैं तू जब चले तेरे पीछे चलूँ
ग़म के अंधेरों में घिर जाए तेरे लिए बन के दीपक जलूँ
न टूटे बन्धन ऐ मेरी धड़कनें बंधी हैं साँसें अपनी
हो हो हो हो ओ ओ ओ

सा: सजना सजना ओ सजना
कु: हो सजनी सजनी ओ सजनी

ku: jis dilbar kī talāśh thī vo dilbar āj milā
dil ke sūne gulaśhan meṅ pyār kā phūl khilā

sā: ho ho ho ho o o o
sajnā sajnā o sajnā
tumse ho ke judā dil lagtā nahīṅ
rāt kaṭtī nahīṅ ( din guzartā nahīṅ ) -2

ho ho ho ho o o
sāvan hai tū maiṅ ghaṭā hūṇ terī tere iśhāre pe barsūṇgī maiṅ
ab faislā tere hāthoṅ meṅ hai barsūṇgī yā āj tarsūṇgī maiṅ
tū hai merā ġhul maiṅ terī bulbul tū hī to merā sapnā

ku: ho ho ho o o o
sajnī sajnī o sajnī
ik dūje se ham nahīṅ hoṅge judā
do badan haiṅ magar ( ek hai ātmā ) -2
ho ho ho ho o o o
ai ġhulabdan terā sāyā hūṇ maiṅ tū jab chale tere pīchhe chalūṇ
ġham ke aṅdheroṅ meṅ ghir jāe tere lie ban ke dīpak jalūṇ
na ṭūṭe bandhan ai merī dhaṛakneṅ baṅdhī haiṅ sāṇseṅ apnī
ho ho ho ho o o o

sā: sajnā sajnā o sajnā
ku: ho sajnī sajnī o sajnī