आजा आजा ना ना ... पास नहीं आएगी तो मैं
कु: आजा आजा
सा: ना ना
कु: पास आ आ
सा: ना ना
कु: पास नहीं आएगी तो मैं मर जाऊँगा
सा: देखो पिया शाम होने लगी है अब मुझे घर जाने दो
कु: जाने क्यों इतनी जल्दी पड़ी है दिल ज़रा भर जाने दो
सा: अब मुझे घर जाने दो
कु: दिल ज़रा भर जाने दो
सा: कल इसी जगह पे तुझे मिलूँगी मैं सजना
कु: कल का ओ गोरी तू दिखा ना मुझे सपना
सा: तड़पेगा आज कल मीठा फल पाएगा
कु: जानता हूँ कल तेरा कभी नहीं आएगा
सा: जाने दे ना
कु: ना ना ना ना
सा: जाने नहीं देगा बदनामी हो जाएगी
कु: तू चली गई तो मेरी जान चली जाएगी
आजा आजा
सा: ना ना …
सच्ची मोहब्बत में एक दूसरे को कभी नहीं छुआ करते
कु: छूना तो छोड़ो आज कल के दो प्रेमी जाने क्या क्या किया करते हैं
सा: कभी नहीं छुआ करते
कु: हो जाने क्या क्या किया करते हैं
सा: आजकल के प्रेमियों को दूर से सलाम है
कु: दुनिया में प्यार से बड़ा ना कोई काम है
सा: देखो मेरे पीछे पीछे तुम नहीं आना
कु: मैं भी कहीं और बना लूँगा ठिकाना
सा: आजा आजा
कु: ना ना
सा: पास नहीं आएगा तो मैं मर जाऊँगी
कु: फिर तेरे होंठों पे ये बात नहीं आएगी
सा: कभी नहीं आएगी ओ कभी नहीं आएगी
कु: खा मेरी क़सम कभी दूर नहीं जाएगी
सा: खाती हूँ क़सम कभी दूर नहीं जाऊँगी
ku: ājā ājā
sā: nā nā
ku: pās ā ā
sā: nā nā
ku: pās nahīṅ āegī to maiṅ mar jāūṇgā
sā: dekho piyā śhām hone lagī hai ab mujhe ghar jāne do
ku: jāne kyoṅ itnī jaldī paṛī hai dil zarā bhar jāne do
sā: ab mujhe ghar jāne do
ku: dil zarā bhar jāne do
sā: kal isī jagah pe tujhe milūṇgī maiṅ sajnā
ku: kal kā o gorī tū dikhā nā mujhe sapnā
sā: taṛpegā āj kal mīṭhā phal pāegā
ku: jāntā hūṇ kal terā kabhī nahīṅ āegā
sā: jāne de nā
ku: nā nā nā nā
sā: jāne nahīṅ degā badnāmī ho jāegī
ku: tū chalī gaī to merī jān chalī jāegī
ājā ājā
sā: nā nā …
sachchī mohabbat meṅ ek dūsre ko kabhī nahīṅ chhuā karte
ku: chhūnā to chhoṛo āj kal ke do premī jāne kyā kyā kiyā karte haiṅ
sā: kabhī nahīṅ chhuā karte
ku: ho jāne kyā kyā kiyā karte haiṅ
sā: ājkal ke premiyoṅ ko dūr se salām hai
ku: duniyā meṅ pyār se baṛā nā koī kām hai
sā: dekho mere pīchhe pīchhe tum nahīṅ ānā
ku: maiṅ bhī kahīṅ aur banā lūṇgā ṭhikānā
sā: ājā ājā
ku: nā nā
sā: pās nahīṅ āegā to maiṅ mar jāūṇgī
ku: phir tere hoṅṭhoṅ pe ye bāt nahīṅ āegī
sā: kabhī nahīṅ āegī o kabhī nahīṅ āegī
ku: khā merī qasam kabhī dūr nahīṅ jāegī
sā: khātī hūṇ qasam kabhī dūr nahīṅ jāūṇgī