फूलों से मुखड़े वाली ... ख़ुदाया ख़ैर्
फूलों से मुखड़े वाली निकली है एक मतवाली
गुलशन की करने सैर
( ख़ुदाया ख़ैर ) -2
ले थाम ले मेरी बाँहें ऊँची-नीची हैं राहें
कहीं फिसल न जाए पैर
ख़ुदाया ख़ैर …
क्या हाल नज़ारों का होगा क्या रंग बहारों का होगा
ये हुस्न अगर मुस्काया तो क्या इश्क़ के मारों का होगा
मतवाले नैन हैं ऐसे तालाब में जैसे
दो फूल रहे हों तैर
ख़ुदाया ख़ैर …
ये होंठ नहीं अफ़साने हैं अफ़साने नहीं मैख़ाने हैं
न जाने किसकी क़िस्मत में ये प्यार भरे पैमाने हैं
इन होंठों का मस्ताना इन ज़ुल्फ़ों का दीवाना
बन जाए न कोई ग़ैर
ख़ुदाया ख़ैर …
हर एक अदा मस्तानी है ये वक़्त की रानी है
जो पहली बार सुनी मैने वो रंगीन कहानी है
मौजों की तरह चलती है शबनम सी ये जलती है
कलियों से है बैर
ख़ुदाया ख़ैर …
phūloṅ se mukhaṛe vālī niklī hai ek matvālī
gulaśhan kī karne sair
( khudāyā khair ) -2
le thām le merī bāṇheṅ ūṇchī-nīchī haiṅ rāheṅ
kahīṅ phisal na jāe pair
khudāyā khair …
kyā hāl nazāroṅ kā hogā kyā raṅg bahāroṅ kā hogā
ye husn agar muskāyā to kyā iśhq ke māroṅ kā hogā
matvāle nain haiṅ aise tālāb meṅ jaise
do phūl rahe hoṅ tair
khudāyā khair …
ye hoṅṭh nahīṅ afsāne haiṅ afsāne nahīṅ maikhāne haiṅ
na jāne kiskī qismat meṅ ye pyār bhare paimāne haiṅ
in hoṅṭhoṅ kā mastānā in zulfoṅ kā dīvānā
ban jāe na koī ġhair
khudāyā khair …
har ek adā mastānī hai ye vaqt kī rānī hai
jo pahlī bār sunī maine vo raṅgīn kahānī hai
maujoṅ kī tarah chaltī hai śhabnam sī ye jaltī hai
kaliyoṅ se hai bair
khudāyā khair …