फूलों में खुश्बू है ... हम साथ साथ हैं
फूलों में खुश्बू है इस दिल में इक तू है
जन्मों के साथी हम साथ साथ हैं
जन्मों के साथी …
नैनों में ज्योति है सीपी में मोती है
जन्मों के साथी …
जैसे हंसों के संग हंसिनी
जैसे चंदा में है चाँदनी
जैसे कवियों की हो भावना
जैसे मन में कोई कामना
दीया और बाती
हम साथ साथ हैं …
जैसे आँखों में हों शोखियां
जैसे होंठों पे हों सुर्खियां
जैसे सावन में झूमे जिया
जैसे सजनी के संग हो पिया
दीया और बाती
हम साथ साथ हैं …
phūloṅ meṅ khuśhbū hai is dil meṅ ik tū hai
janmoṅ ke sāthī ham sāth sāth haiṅ
janmoṅ ke sāthī …
nainoṅ meṅ jyoti hai sīpī meṅ motī hai
janmoṅ ke sāthī …
jaise haṅsoṅ ke saṅg haṅsinī
jaise chaṅdā meṅ hai chāṇdnī
jaise kaviyoṅ kī ho bhāvnā
jaise man meṅ koī kāmnā
dīyā aur bātī
ham sāth sāth haiṅ …
jaise āṇkhoṅ meṅ hoṅ śhokhiyāṅ
jaise hoṅṭhoṅ pe hoṅ surkhiyāṅ
jaise sāvan meṅ jhūme jiyā
jaise sajnī ke saṅg ho piyā
dīyā aur bātī
ham sāth sāth haiṅ …