फूलों में कलियों में ... दिल है बेचैन आजा
फूलों में कलियों में प्यार की गलियों में
दोनों मिलें मिल के चलें अनजानी राहों में हम
ऐ हे दिल है बेचैन आजा आजा
ऐ हे प्यासे हैं नैन आजा आजा
फूलों में …
गा रही हैं हवाएं प्यार के वो तराने
गुनगुनाके जिन्हें हम हो गए थे दीवाने
मस्ती का आलम है मिलने का मौसम है
तो किसलिए ये फ़ासले क्यूं हम पे है ये सितम
ऐ हे दिल है बेचैन …
तू कहीं खो गया तो मैं रही खोई खोई
जाने क्या हो गया था मैं न जागी न सोई
मैं राह तकती थी कब से तरसती थी
तेरी सदा सुन के लगा मैं जी उठी हूँ सनम
ऐ हे दिल है बेचैन …
phūloṅ meṅ kaliyoṅ meṅ pyār kī galiyoṅ meṅ
donoṅ mileṅ mil ke chaleṅ anjānī rāhoṅ meṅ ham
ai he dil hai bechain ājā ājā
ai he pyāse haiṅ nain ājā ājā
phūloṅ meṅ …
gā rahī haiṅ havāeṅ pyār ke vo tarāne
gungunāke jinheṅ ham ho gae the dīvāne
mastī kā ālam hai milne kā mausam hai
to kislie ye fāsle kyūṅ ham pe hai ye sitam
ai he dil hai bechain …
tū kahīṅ kho gayā to maiṅ rahī khoī khoī
jāne kyā ho gayā thā maiṅ na jāgī na soī
maiṅ rāh taktī thī kab se tarastī thī
terī sadā sun ke lagā maiṅ jī uṭhī hūṇ sanam
ai he dil hai bechain …