Phoolon ke dere hain, saaye ghanere hain

फूलों के डेरे हैं, साये घनेरे हैं
Work
Year
Language

हो हो हो, होहो होहो होहो …
हे हे हे, हेहे हेहे हेहे …
ही ही …

फूलों के डेरे हैं, साये घनेरे हैं
झूम रही हैं हवाएं
ऐसे नज़ारों में, खिलती बहारों में
प्यार मिले तो रुक जाएं
फूलों के डेरे हैं …

(कहीं भी, आस्मान के नीचे
गाती निगाहों का, लहराती बाहों का
हार मिले तो रुक जाएं) -2
हार मिले तो रुक जाएं
फूलों के डेरे हैं …

(चले हैं दूर हम दीवाने
कोई रसीला सा, बाँका सजीला सा
यार मिले तो रुक जाएं) -2
यार मिले तो रुक जाएं

फूलों के डेरे हैं …
हे, प्यार मिले तो रुक जाएं
हो, प्यार मिले तो रुक जाएं

ho ho ho, hoho hoho hoho …
he he he, hehe hehe hehe …
hī hī …

phūloṅ ke ḍere haiṅ, sāye ghanere haiṅ
jhūm rahī haiṅ havāeṅ
aise nazāroṅ meṅ, khiltī bahāroṅ meṅ
pyār mile to ruk jāeṅ
phūloṅ ke ḍere haiṅ …

(kahīṅ bhī, āsmān ke nīche
gātī nigāhoṅ kā, lahrātī bāhoṅ kā
hār mile to ruk jāeṅ) -2
hār mile to ruk jāeṅ
phūloṅ ke ḍere haiṅ …

(chale haiṅ dūr ham dīvāne
koī rasīlā sā, bāṇkā sajīlā sā
yār mile to ruk jāeṅ) -2
yār mile to ruk jāeṅ

phūloṅ ke ḍere haiṅ …
he, pyār mile to ruk jāeṅ
ho, pyār mile to ruk jāeṅ