फूल मांगूं ना बहार मांगूं मैं तो सनम तेरा प्यार मांगूं
फूल मांगूं ना बहार मांगूं
मैं तो सनम तेरा प्यार मांगूं
चैन मांगूं न करार मांगूं
मैं तो सनम तेरा प्यार मांगूं
फूल मांगूं ना बहार …
जो भी छुपाया था इस दिल में मैने तुझको बताया
राज़-ए-मोहब्बत मैने भी तुमसे कभी न छुपाया
कैसी होती है लगी मुझको तू बता
इसमें हैं बेचैनियां इसमें है नशा
होश मांगूं या खुमार मांगूं
मैं तो सनम तेरा प्यार मांगूं
फूल मांगूं ना बहार …
हरदम चाहे इतना मुझे होगा न ऐसा दीवाना
तेरे लिए मैं जान-ए-जहां छोड़ूं सारा ज़माना
गुज़रेगी भला कैसे तन्हा ज़िंदगी
अब तो तेरे नाम है मेरी हर खुशी
रूप मांगूं न सिंगार मांगूं
मैं तो सनम तेरा प्यार मांगूं
फूल मांगूं ना बहार …
phūl māṅgūṅ nā bahār māṅgūṅ
maiṅ to sanam terā pyār māṅgūṅ
chain māṅgūṅ na karār māṅgūṅ
maiṅ to sanam terā pyār māṅgūṅ
phūl māṅgūṅ nā bahār …
jo bhī chhupāyā thā is dil meṅ maine tujhko batāyā
rāz-e-mohabbat maine bhī tumse kabhī na chhupāyā
kaisī hotī hai lagī mujhko tū batā
ismeṅ haiṅ bechainiyāṅ ismeṅ hai naśhā
hośh māṅgūṅ yā khumār māṅgūṅ
maiṅ to sanam terā pyār māṅgūṅ
phūl māṅgūṅ nā bahār …
hardam chāhe itnā mujhe hogā na aisā dīvānā
tere lie maiṅ jān-e-jahāṅ chhoṛūṅ sārā zamānā
guzregī bhalā kaise tanhā ziṅdgī
ab to tere nām hai merī har khuśhī
rūp māṅgūṅ na siṅgār māṅgūṅ
maiṅ to sanam terā pyār māṅgūṅ
phūl māṅgūṅ nā bahār …