Phool gendvaa na maaro na maaro, lagat karejvaa men chot

फूल गेंदवा न मारो न मारो, लगत करेजवा में चोट
Year
Language

फूल गेंदवा न मारो न मारो, लगत करेजवा में चोट
दूँगी मैं दुहाई, काहे चतुर बनत, छिछोरी करत हरजाई
दहका हुआ ये अंगारा जो गेंदवा कहलाए है
अजी तनपर जहाँ गिरे पापी वही दाग़ पड जाए है
अंग अंग मोरा पीर करे और कर के कहे
रूक जाओ, रूक जाओ, रूक जाओ
ना सताओ मोहे जुल्मी बलम, ओ बलम
मान जाओ बिनती अबला की
देखो देखो अब दूँगी दुहाई
काहे चतुर बनत छिछोरी करत

phūl geṅdvā na māro na māro, lagat karejvā meṅ choṭ
dūṇgī maiṅ duhāī, kāhe chatur banat, chhichhorī karat harjāī
dahkā huā ye aṅgārā jo geṅdvā kahlāe hai
ajī tanapar jahāṇ gire pāpī vahī dāġh paḍ jāe hai
aṅg aṅg morā pīr kare aur kar ke kahe
rūk jāo, rūk jāo, rūk jāo
nā satāo mohe julmī balam, o balam
mān jāo bintī ablā kī
dekho dekho ab dūṇgī duhāī
kāhe chatur banat chhichhorī kart