Phir vo bhoolee see yaad aaee hai

फिर वो भूली सी याद आई है
Work
Year
Language

कोई मेरे दिल से पूछे तेरे तीर-ए-नीमकश को
वो ख़लिश कहाँ से उठती जो जिगर के पार होता

फिर वो भूली सी याद आई है -2
ऐ ग़म-ए-दिल तेरी दुहाई है
फिर वो भूली सी …

बात इतनी सी है कहानी में -2
हम भी मारे गए जवानी में -2
आग सीने में खुद लगाई है
ऐ ग़म-ए-दिल तेरी …

आँख में बूंद भर जो पानी है -2
प्यार की इक यही निशानी है -2
रोते बीती है जो बिताई है
ऐ ग़म-ए-दिल तेरी …

koī mere dil se pūchhe tere tīr-e-nīmkaśh ko
vo khaliśh kahāṇ se uṭhtī jo jigar ke pār hotā

phir vo bhūlī sī yād āī hai -2
ai ġham-e-dil terī duhāī hai
phir vo bhūlī sī …

bāt itnī sī hai kahānī meṅ -2
ham bhī māre gae javānī meṅ -2
āg sīne meṅ khud lagāī hai
ai ġham-e-dil terī …

āṇkh meṅ būṅd bhar jo pānī hai -2
pyār kī ik yahī niśhānī hai -2
rote bītī hai jo bitāī hai
ai ġham-e-dil terī …