फिर तोते से बोली मैना क्या कहना
फिर तोते से बोली मैना क्या कहना
कुछ मैं बोलूं कुछ तुम कहना क्या कहना
कितनी बातें दिल के अंदर
इक कतरे में सात समंदर
क्या कहना भई क्या कहना भई क्या कहना
फिर तोते से बोली …
सुंदर ये परदेस है कैसा
कुछ कुछ अपने देश के जैसा
अपना तो संदेस है ऐसा
देस हो जैसा भेस हो वैसा
इसीलिए तो टोपी छोड़ी
लम्बा चौड़ा टोप है पहना
क्या कहना
फिर तोते से बोली …
अरे दिल तोड़ने की बेशक़ है आदत तेरी
पर ये दिल टूट जाने की चीज़ नहीं है
तुझको दीवाना अपना ना कर दूं अगर
तू भी कहना ये शख्स कोई चीज़ नहीं
वाह वाह
यूं ना देख ओ सुंदर नारी
मुझे समझियो ना ब्रह्मचारी
ऐसा ना हो तेरे कारण बन जाऊं मैं प्रेम पुजारी
बस कर बस में बेबस बस
जाए ना बस नैनों में नैना
क्या कहना
फिर तोते से बोली …
अरे दीवाने देखे तुमसे बहुत ज़माने में
पहले पीछा करते हैं फिर मिलते हैं जेलखाने में
ओय होय होय होय ऐ वी कमाल है
अच्छा इतना जोश नहीं है
लेकिन तुमको होश नहीं है
छेड़ोगे तो काटेगी
नागिन का कोई दोष नहीं है
ओ होय
कोई डूबे पार लगे
दरिया को अपने रस्ते बहना
क्या कहना
फिर तोते से बोली …
कितनी छोटी ये मुलाकातें
छेड़ो मीठी मीठी बातें
हम सब को इक साथ है रहना
सोलह दिन और सत्रह रातें
दिन तो खैर गुज़र जाएगा
कैसे बीतेगी ये रैना
क्या कहना
फिर तोते से बोली …
phir tote se bolī mainā kyā kahnā
kuchh maiṅ bolūṅ kuchh tum kahnā kyā kahnā
kitnī bāteṅ dil ke aṅdar
ik katre meṅ sāt samaṅdar
kyā kahnā bhaī kyā kahnā bhaī kyā kahnā
phir tote se bolī …
suṅdar ye pardes hai kaisā
kuchh kuchh apne deśh ke jaisā
apnā to saṅdes hai aisā
des ho jaisā bhes ho vaisā
isīlie to ṭopī chhoṛī
lambā chauṛā ṭop hai pahnā
kyā kahnā
phir tote se bolī …
are dil toṛne kī beśhaq hai ādat terī
par ye dil ṭūṭ jāne kī chīz nahīṅ hai
tujhko dīvānā apnā nā kar dūṅ agar
tū bhī kahnā ye śhakhs koī chīz nahīṅ
vāh vāh
yūṅ nā dekh o suṅdar nārī
mujhe samjhiyo nā brahmchārī
aisā nā ho tere kāraṇ ban jāūṅ maiṅ prem pujārī
bas kar bas meṅ bebas bas
jāe nā bas nainoṅ meṅ nainā
kyā kahnā
phir tote se bolī …
are dīvāne dekhe tumse bahut zamāne meṅ
pahle pīchhā karte haiṅ phir milte haiṅ jelkhāne meṅ
oy hoy hoy hoy ai vī kamāl hai
achchhā itnā jośh nahīṅ hai
lekin tumko hośh nahīṅ hai
chheṛoge to kāṭegī
nāgin kā koī doṣh nahīṅ hai
o hoy
koī ḍūbe pār lage
dariyā ko apne raste bahnā
kyā kahnā
phir tote se bolī …
kitnī chhoṭī ye mulākāteṅ
chheṛo mīṭhī mīṭhī bāteṅ
ham sab ko ik sāth hai rahnā
solah din aur satrah rāteṅ
din to khair guzar jāegā
kaise bītegī ye rainā
kyā kahnā
phir tote se bolī …