फिर ठेस लगी दिल को फिर याद ने तड़पाया
फिर ठेस लगी दिल को फिर याद ने तड़पाया
फिर बहने लगे आँसू दिल दर्द से भर आया
फिर ठेस लगी …
दुनिया तेरे गुलशन से इक फूल चुना हमने -2
इक फूल चुना हमने
अफ़सोस कि दामन को काँटों से भरा पाया
फिर ठेस लगी …
इक वो हैं ख़ुदा रखे जो भूल गए हमको -2
जो भूल गए हमको
इक हम हैं कि होंठों पर शिक़वा ना कभी आया
फिर बहने लगे …
phir ṭhes lagī dil ko phir yād ne taṛpāyā
phir bahne lage āṇsū dil dard se bhar āyā
phir ṭhes lagī …
duniyā tere gulaśhan se ik phūl chunā hamne -2
ik phūl chunā hamne
afsos ki dāman ko kāṇṭoṅ se bharā pāyā
phir ṭhes lagī …
ik vo haiṅ khudā rakhe jo bhūl gae hamko -2
jo bhūl gae hamko
ik ham haiṅ ki hoṅṭhoṅ par śhiqvā nā kabhī āyā
phir bahne lage …