Phir teree kahaanee yaad aaee phir teraa fasaanaa yaad aayaa

फिर तेरी कहानी याद आई फिर तेरा फ़साना याद आया
Year
Language

फिर तेरी कहानी याद आई फिर तेरा फ़साना याद आया
फिर आज हमारी आँखों को
फिर आज हमारी आँखों को, एक ख़्वाब पुराना याद आया
फिर तेरी कहानी याद आई …

जलते हैं चिरागों की सूरत
हर शाम तेरी हम यादों में
जब सुबह को शबनम रोती है
खो जाते हैं हम फ़रियादों में - 2
जब दिल ने कोई आवाज़ सुनी
जब दिल ने कोई आवाज़ सुनी, तेरा ही तराना याद आया
फिर तेरी कहानी याद आई …

शायद कभी मिलना हो जाए
बैठें हैं इसी अरमान में हम
तूने तो किनारे पा ही लिये
उलझे हैं मगर तूफ़ान में हम
ऐ जान-ए-वफ़ा फिर आज हमें
ऐ जान-ए-वफ़ा फिर आज हमें,
पिछला वो ज़माना याद आया
फिर तेरी कहानी याद आई …

phir terī kahānī yād āī phir terā fasānā yād āyā
phir āj hamārī āṇkhoṅ ko
phir āj hamārī āṇkhoṅ ko, ek khvāb purānā yād āyā
phir terī kahānī yād āī …

jalte haiṅ chirāgoṅ kī sūrat
har śhām terī ham yādoṅ meṅ
jab subah ko śhabnam rotī hai
kho jāte haiṅ ham fariyādoṅ meṅ - 2
jab dil ne koī āvāz sunī
jab dil ne koī āvāz sunī, terā hī tarānā yād āyā
phir terī kahānī yād āī …

śhāyad kabhī milnā ho jāe
baiṭheṅ haiṅ isī armān meṅ ham
tūne to kināre pā hī liye
uljhe haiṅ magar tūfān meṅ ham
ai jān-e-vafā phir āj hameṅ
ai jān-e-vafā phir āj hameṅ,
pichhlā vo zamānā yād āyā
phir terī kahānī yād āī …