फिर मिलोगे कभी इस बात का वादा करलो
रफ़ी: (फिर मिलोगे कभी इस बात का वादा करलो
हमसे एक और मुलाकात का वादा करलो ) - 2
(दिल हर बात अधूरी है अधूरी है अभी
अपनी एक और मुलाकात ज़रूरी है अभी ) - 2
चंद लम्हों के लिये साथ का वादा करलो
हमसे एक और मुलाकात का वादा करलो
फिर मिलोगे कभी इस बात का वादा करलो
आशा: आप क्यूँ दिलका हंसीं राज़ मुझे देते हैं
क्यूँ नया नग़मा नया साज़ मुझे देते हैं
मैं तो हूँ डूबी हुई प्यार की तूफ़ानों में
आप साहिल से ही आवाज़ मुझे देते हैं
कल भी होंगे यहीं जज़बात ये वादा करलो
रफ़ी: हमसे एक और मुलाकात का वादा करलो
फिर मिलोगे कभी इस बात का वादा करलो
हमसे एक और मुलाकात का वादा करलो
rafī: (phir miloge kabhī is bāt kā vādā karlo
hamse ek aur mulākāt kā vādā karlo ) - 2
(dil har bāt adhūrī hai adhūrī hai abhī
apnī ek aur mulākāt zarūrī hai abhī ) - 2
chaṅd lamhoṅ ke liye sāth kā vādā karlo
hamse ek aur mulākāt kā vādā karlo
phir miloge kabhī is bāt kā vādā karlo
āśhā: āp kyūṇ dilkā haṅsīṅ rāz mujhe dete haiṅ
kyūṇ nayā naġhmā nayā sāz mujhe dete haiṅ
maiṅ to hūṇ ḍūbī huī pyār kī tūfānoṅ meṅ
āp sāhil se hī āvāz mujhe dete haiṅ
kal bhī hoṅge yahīṅ jazbāt ye vādā karlo
rafī: hamse ek aur mulākāt kā vādā karlo
phir miloge kabhī is bāt kā vādā karlo
hamse ek aur mulākāt kā vādā karlo