फिर कोई मुस्कराया फिर एक फूल खिला
फिर कोई मुस्कराया फिर एक फूल खिला
कोई बुलाए और कोई आए अब दिल चाहे क्या
फिर कोई मुस्कराया …
ज़िन्दगी फिर वही गीत गुनगुनाने लगी
इस गली झूमती बहार आने लगी
फिर कोई मुस्कराया …
दिल मेरे झूम ले याद कर के इस शाम को
बहके हम जिस घड़ी पी के प्यार के जाम को
फिर कोई मुस्कराया …
होना है आज फिर अपने सब्र का इम्तिहाँ
लूटना है तुमको फिर आज मेरा दिल मेरी जाँ
फिर कोई मुस्कराया …
फिर से वही हलचल हसरतें मचलने लगीं
फिर वो शोख़ियाँ नग़्मा बन के ढलने लगीं
फिर कोई मुस्कराया …
phir koī muskrāyā phir ek phūl khilā
koī bulāe aur koī āe ab dil chāhe kyā
phir koī muskrāyā …
zindgī phir vahī gīt gungunāne lagī
is galī jhūmtī bahār āne lagī
phir koī muskrāyā …
dil mere jhūm le yād kar ke is śhām ko
bahke ham jis ghaṛī pī ke pyār ke jām ko
phir koī muskrāyā …
honā hai āj phir apne sabr kā imtihāṇ
lūṭnā hai tumko phir āj merā dil merī jāṇ
phir koī muskrāyā …
phir se vahī halchal hasarteṅ machalne lagīṅ
phir vo śhokhiyāṇ naġhmā ban ke ḍhalne lagīṅ
phir koī muskrāyā …