Peete peete kabhee-kabhee yoon jaam badal jaate hain

पीते पीते कभी-कभी यूं जाम बदल जाते हैं
Work
Year
Language

रफ़ी: पीते पीते कभी-कभी यूं जाम बदल जाते हैं
जाम बदल जाते हैं - 2
अरे काम बदल जाते हैं, लोगों के नाम बदल जाते हैं

रफ़ी: ये परवाना-ए-शमा, मेहमान है इक रात का - 2
दिल की बातें छेड़ दूं, डर है बस इस बात का
यहाँ से वहाँ तक जाने में, वहाँ से यहाँ तक आने में
लोग ये कहते हैं जी - 2
बंद लिफ़ाफ़े में भी, दिल के पैग़ाम बदल जाते हैं
पीते पीते …

आशा: दो रुख हर तस्वीर के, हैरां हूँ मैं देख के
रफ़ी: हैरान हूँ मैं देख के
आशा: है इक चेहरा और भी, चेहरे पे हर एक के
रफ़ी: चेहरे पे हर एक के
आशा: नजर को नजर जो आता है, फ़रीबी-नज़र कहलाता है
नींद के इक झोंके से, आँख के इस धोखे से
रफ़ी: राम और शाम बदल जाते हैं

दोनो: पीते पीते …

rafī: pīte pīte kabhī-kabhī yūṅ jām badal jāte haiṅ
jām badal jāte haiṅ - 2
are kām badal jāte haiṅ, logoṅ ke nām badal jāte haiṅ

rafī: ye parvānā-e-śhamā, mehmān hai ik rāt kā - 2
dil kī bāteṅ chheṛ dūṅ, ḍar hai bas is bāt kā
yahāṇ se vahāṇ tak jāne meṅ, vahāṇ se yahāṇ tak āne meṅ
log ye kahte haiṅ jī - 2
baṅd lifāfe meṅ bhī, dil ke paiġhām badal jāte haiṅ
pīte pīte …

āśhā: do rukh har tasvīr ke, hairāṅ hūṇ maiṅ dekh ke
rafī: hairān hūṇ maiṅ dekh ke
āśhā: hai ik chehrā aur bhī, chehre pe har ek ke
rafī: chehre pe har ek ke
āśhā: najar ko najar jo ātā hai, farībī-nazar kahlātā hai
nīṅd ke ik jhoṅke se, āṇkh ke is dhokhe se
rafī: rām aur śhām badal jāte haiṅ

dono: pīte pīte …