पीपल के पतवा पे लिख दी दिल की बात हां
धरती पे नहीं अम्बर पे नहीं नदिया पे नहीं सागर पे नहीं
फूलों पे नहीं बादल में नहीं कागज़ पे नहीं आँचल पे नहीं
हाय पीपल के पतवा पे लिख दी दिल की बात हां
आई हैं हवाएं ले के पिया जी को साथ
अब तो जगाएं मुझको सारी सारी रात
खुश्बू से भीगे तेरे मेंहदी वाले हाथ
पीपल के पतवा पे …
मेरी धड़कन पे रहता है तेरी धड़कन का पहरा
हर दिन हर पल होता जाए प्यार हमारा और भी गहरा
चोरी चोरी क्या कहता है चाहत का मौसम सिंदूरी
मेरी साँसों में घुल जाए तेरी साँसों की कस्तूरी हाय
बरसों युगों से ये अपनी मुलाकात
खुश्बू से भीगे …
इश्क़ तेरे दे डूंगे बेंडे वे जो डुबेया सो तरेया
बूटा सुमीद मेरे दा वे घर दे वेड़े भरेया
डोर बिना ही खींचे मुझको तेरा चंचल रूप सुहाना
आजा तेरे होंठों पे मैं लिख दूं होंठों से अफ़साना
जी करता है मूंद के आँखें तेरी बाहों में सो जाऊं
कुछ ना देखूं कुछ ना सोचूं तेरे सपनों में खो जाऊं
हाय हाय
दे दे तू सजना मुझको बिन मांगी सौगात
आई हैं हवाएं …
dhartī pe nahīṅ ambar pe nahīṅ nadiyā pe nahīṅ sāgar pe nahīṅ
phūloṅ pe nahīṅ bādal meṅ nahīṅ kāgaz pe nahīṅ āṇchal pe nahīṅ
hāy pīpal ke patvā pe likh dī dil kī bāt hāṅ
āī haiṅ havāeṅ le ke piyā jī ko sāth
ab to jagāeṅ mujhko sārī sārī rāt
khuśhbū se bhīge tere meṅhdī vāle hāth
pīpal ke patvā pe …
merī dhaṛkan pe rahtā hai terī dhaṛkan kā pahrā
har din har pal hotā jāe pyār hamārā aur bhī gahrā
chorī chorī kyā kahtā hai chāhat kā mausam siṅdūrī
merī sāṇsoṅ meṅ ghul jāe terī sāṇsoṅ kī kastūrī hāy
barsoṅ yugoṅ se ye apnī mulākāt
khuśhbū se bhīge …
iśhq tere de ḍūṅge beṅḍe ve jo ḍubeyā so tareyā
būṭā sumīd mere dā ve ghar de veṛe bhareyā
ḍor binā hī khīṅche mujhko terā chaṅchal rūp suhānā
ājā tere hoṅṭhoṅ pe maiṅ likh dūṅ hoṅṭhoṅ se afsānā
jī kartā hai mūṅd ke āṇkheṅ terī bāhoṅ meṅ so jāūṅ
kuchh nā dekhūṅ kuchh nā sochūṅ tere sapnoṅ meṅ kho jāūṅ
hāy hāy
de de tū sajnā mujhko bin māṅgī saugāt
āī haiṅ havāeṅ …