पीना ज़रूरी है जीने के लिए
पीना ज़रूरी है जीने के लिए जीना ज़रूरी है पीने के लिए
ख़ैर हम तो शराब पीते हैं जो नहीं पीते ख़ाक़ जीते हैं
हे जीना ज़रूरी है -2
जीने के लिए पीना ओह ज़रूरी है पीना ज़रूरी है
पीने कि लिए जीना-जीना तौबा जीना ज़रूरी है
जीने के लिए …
हम को तो बस काम है अपने ही काम से
कभी पी ली बोतल से कभी पी ली जाम से -2
फ़र्क़ नहीं पड़ता कोई दिल किसी नाम से
लेकिन इक हसीना ज़रूरी है
जीने के लिए …
हाँ हाँ बेवजह नहीं ग़ुस्सा जनाब का
नाम है बड़ा बुरा इस ख़ानाख़राब का -2
अच्छा नहीं पीना हर मौसम में शराब का
सावन का महीना ज़रूरी है
पीने के लिए …
टूटते हैं शक़ से रिश्ते दिल-ओ-जान के
सच्चे प्यार को जो छोड़ दे झूठा प्यार मान के -2
कहते हैं कि चेहरे पे ऐसे इन्सान के
शर्म का पसीना ज़रूरी है
जीने के लिए …
पीने के लिए …
pīnā zarūrī hai jīne ke lie jīnā zarūrī hai pīne ke lie
khair ham to śharāb pīte haiṅ jo nahīṅ pīte khāq jīte haiṅ
he jīnā zarūrī hai -2
jīne ke lie pīnā oh zarūrī hai pīnā zarūrī hai
pīne ki lie jīnā-jīnā taubā jīnā zarūrī hai
jīne ke lie …
ham ko to bas kām hai apne hī kām se
kabhī pī lī botal se kabhī pī lī jām se -2
farq nahīṅ paṛtā koī dil kisī nām se
lekin ik hasīnā zarūrī hai
jīne ke lie …
hāṇ hāṇ bevjah nahīṅ ġhussā janāb kā
nām hai baṛā burā is khānākhrāb kā -2
achchhā nahīṅ pīnā har mausam meṅ śharāb kā
sāvan kā mahīnā zarūrī hai
pīne ke lie …
ṭūṭte haiṅ śhaq se riśhte dil-o-jān ke
sachche pyār ko jo chhoṛ de jhūṭhā pyār mān ke -2
kahte haiṅ ki chehre pe aise insān ke
śharm kā pasīnā zarūrī hai
jīne ke lie …
pīne ke lie …