Peechhe peechhe aajaa meree chaal dekh jaaee ... meraa laung gavaachaa

पीछे पीछे आजा मेरी चाल देख जाई ... मेरा लौंग गवाचा
Work
Year
Language

( पीछे पीछे आजा मेरी चाल देख जाई
काले काले घुंघराले बाल देख जाई ) -2
दिलवाले या देख या आईवे
मेरा लौंग गवाचा
निगाह मार इक निगाह मार दा आईवे
मेरा लौंग गवाचा …

शबा शबारिगा -2
खोई खोई आई थी मैं अँखियों को मीचे
यहीं कहीं बैठी थी मैं ( अम्बुआ के नीचे ) -2
कोयल की कूक सुन न सुन न कचु अंछाले के
गिर गया रब दा आईवे
मेरा लौंग गवाचा …

लौंग बिना दिल मेरा नइयो नहीं लगदा
खाली खाली नाक मेरा ( रूप नइयो सजदा ) -2
( धन की तरह चमचम चमके था ) -2
चब मेरा ढूँढ के आईबे
मेरा लौंग गवाचा …

( pīchhe pīchhe ājā merī chāl dekh jāī
kāle kāle ghuṅghrāle bāl dekh jāī ) -2
dilvāle yā dekh yā āīve
merā lauṅg gavāchā
nigāh mār ik nigāh mār dā āīve
merā lauṅg gavāchā …

śhabā śhabārigā -2
khoī khoī āī thī maiṅ aṇkhiyoṅ ko mīche
yahīṅ kahīṅ baiṭhī thī maiṅ ( ambuā ke nīche ) -2
koyal kī kūk sun na sun na kachu aṅchhāle ke
gir gayā rab dā āīve
merā lauṅg gavāchā …

lauṅg binā dil merā naiyo nahīṅ lagdā
khālī khālī nāk merā ( rūp naiyo sajdā ) -2
( dhan kī tarah chamcham chamke thā ) -2
chab merā ḍhūṇḍh ke āībe
merā lauṅg gavāchā …